Saawan ka mausam tha, poonam ki raat thi...
Main uske paas tha wo mere saath thi
Fir wo mere paas aayi aur thodi ghabrayi .
Usne kaha ki aaj hum ek aise bandhan me bandh jaye
jise ye zalim duniya wale kabhi na tod paye
Meri khushi ka andaaz lagana mushkil tha..
par aage ki dastaan sunana bhi mushkil hai
Usne mera haath apne hathon me lekar kaha
ki ye hamara janam janmo ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya
_ ____ __
ye saawan ka mausam,
ye poonam ki raat
Sala ye to Raksha Bandhan Hai .